Arbi ka Jhol
Arbi ka Jhol
Arbi ka Jhol
Arbi ko peel karke acchi tarah wash kar le
Gol tukdo mai cut kar le
Ek pan mai thoda oil garam kare in kati hui arbi ko thoda fry kar ke nikal le
Ek cooker mai 2 tsp oil add kare ginger harimirch daalkar bhoon le ajwayan hing haldi daalkar bhoon le
Lalmirch dhaniya powder kasurimethi add kare aur fry ki hui arbi daalkar acchi tarah mix kare ab 2 cup paani add kare namak daalkar 2 whistle lagakar paka le flame off kare
Steam nikal jane par garam masala amchoor add kar de
Dhaniya se garnish karke serve kare