Amla Mirch ka Achar
#PD26
#PD26
Amla ko wash karke steamer mai 5 minute steam kar le jaise hi anwle thode soft ho jaye to flame off karke thanda kar le
Inke seeds nikal kar tukdo mai cut kar le fan ke neeche 10 minute dry kar le
Hari mirch ko wash karke dry karle chote tukdo mai cut kar le
Ek pan mai oil garam kare haldi namak hing rai sarso daalkar bhoon le anwle aur harimirch mix kare kalanamak lalmirch achar ka masala sonf daalkar acchi tarah milaye flame off kar de
Lemon juice add kare aur container mai bharkar 2…3 din sunlight mai rakhe